Добро пожаловать
Вход / Создать Плейлист

Qurbaan Meri Jaan Mohammad Ke Naam Par|Original Karaoke|With Lyrics|Best Karaoke|Mohammad Aziz|

Спасибо! Поделитесь с друзьями!

URL

Вам не понравилось видео. Спасибо за то что поделились своим мнением!

Sorry, only registred users can create playlists.
URL


Добавлено by Admin В Видео караоке
36 Просмотры

Описание

Best Karaoke

Song.: Qurbaan Meri Jaan Mohammad Ke Naam Par

Movie: Bijli Aur Toofan

Singers: Mohammed Aziz

Song Lyricists: Khalid Shareef

Music Composer: Anwar (Anwar - Usman.

Edit Karaoke: Mohammad Jameel

Gm: jameelansari6601@gmail.com

Contact: 9225660191




Lyrics. (Pls Subscribe Karo)


Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Marta hai musalma,
Marta hai musalman mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par


Allah ne bkasha din noora ni khjana
Ek main nahi kahta hu ye kahta hai zmana
Allah ne bkasha din noora ni khjana
Ek Main Nahi Kahta Hu Ye Kahta Hai Zmana
Hote Na Mohammad To Kaha Hota Thikana
Laya Hu Main Iman Mohammad Ke Naam Par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par


Us Kali Kamli Wale Ka Ek Wakaya Suno
Ishq Ke Rasul Kahte Kise Hai Zara Suno
Mulke Arab Me Ek Tikha Tuna Bemisal
Tha Uska Dil Rasul Ki Ulfat Se Malamal
Dorane Jang Chal Chali Dushmanan Ne
Falayi Ye Khabar Ke Mohammad Nahi Rahe
Sunte Hi Is Khabar Ko Preshan Ho Gayi
Ghar Se Nikal Ke Jang Ke Madan Ko Chali


Biwi Ne Raste Mein Kai Logo Ko Dekha
Mere Hujur Kaise Hai Majme Se Ye Puchha
Khamosh Sab Khade Rahe Aur Koi Na Bola
Ek Shkas Ne Jawab Diya Uski Bat Ka
Hajrat To Khariyat Se Hai Par Hai Buri Khabar
Is Jang Mein Tumhare Shohar Gaye Gujar
Sunte Hi Is Khabar Ko Kiya Sabar Aur Parnam
Inna Lillahi Wa Inna Ilayhi Rajiun

Ek Zkham Kaya Magar Dil Par Phir Bhi Na Ruki
Hajrat Ko Dekhne Ke Liye Dodne Lagi
Majma Ek Aur Nazar Aaya Usko Samne
Achhe To Rasul Hai Lagi Sab Se Puchhne
Khamosh Sab Khade Rahe Aur Koi Na Bola
Ek Shkas Ne Jawab Diya Uski Bat Ka
Hajrat To Khariyat Se Hai Par Hai Buri Khabar
Is Jang Mein Tumhara Beta Gaya Hai Mar
Sunte Hi Is Khabar Ko Kiya Sabar Aur Parnam


Itne Mein Usko Door Nazar Aa Gaye Nabi
Ek Dam Khushi Se Aapke Kadmo Pe Gir Padi
Pyare Nabi Ne Sabar Ki Talkin Ki Use
Barish Ho Bharkato Ki Tujh Par Khuda Kare
Aurat Ne Ye Suna To Kaha Aye Mere Nabi
Jab Aap Salamat Hai To Phir Gham Nahi Koi
Pyare Hujur Mere Sabhi Aap Pe Kurba
Hum Aap Ki Umat Mein Hai Hum Par Hai Ye Ehsa


Paigam Hai Sabhi Ke Liye Aapka Farma
Hai Khatam Dastan Mohammad Ke Naam Par
Qurban Meri Jaan Mohammad Ke Naam Par
Qurban Meri Jaan Mohammad Ke Naam Par
Marta Hai Musalma,
Marta Hai Musalman Mohammad Ke Naam Par
Qurban Meri Jaan Mohammad Ke Naam Par
Qurban Meri Jaan Mohammad Ke Naam Par


Qurban Meri Jaan
Mohammad Ke Naam Par
Mohammad Ke Naam Par


Details
Qurban Meri Jaan is a hindi song from the 1988 movie Bijli Aur Toofan. Qurban Meri Jaan singer is Mohammed Aziz. Qurban Meri Jaan composer is Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman) and Qurban Meri Jaan lyricist or song writer is Khalid Shareef. Qurban Meri Jaan music director is Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman). Qurban Meri Jaan features Hemant Birje, Sonika Gill, Sri Prada, Kader Khan, Sadashiv Amrapurkar, Raza Murad, Deva. Qurban Meri Jaan director is and the producer is . The audio of Qurban Meri Jaan song was released on 1st June, 1988 by T-Series. Qurban Meri Jaan YouTube video song can be watched above.

Написать комментарий

Комментарии

Комментариев нет. Будьте первым кто оставит комментарий.
RSS
Яндекс.Метрика